Smartphone kharidne se pahle kis bat dhyan rakhe
स्मार्टफोन खरीदने से पहले क्या ध्यान रखे
Smartphone kharidne se pahle log Kafi research karte hain lekin Kuchh Jaruri chijen Bhul Jaate Hain aur aaj Ham aapko Vahi Bata baten batane ja rahe hain.
Agar aap smartphone kharidne Ja Rahe Hain To aapke liye Jyada jaldbaji karna nuksan dayak sabit ho sakta hai program Kuchh log Har Badi Ke Chakkar Mein Kai bar phone ke Jaruri features aur unke specifications dekhna Bhul Jaate Hain, fir Hota yah Hai Ki ek bar smartphone kharidne ke bad unhen pachtana padta hai Kyunki aap is smartphone ko change kar dusra smartphone Nahin Le paate Hain agar aap bhi Ek new smartphone kharide na chahte hai hai aur aap Koi yah Dar Hai Ki Kahin aap Koi Galtiya Nhi Kar Baithiye to Aaj Hum aapko Kuchh Jaruri tips dene ja rahe hain Jinki badolat aap aasani se smartphone khareed Payenge aur aapko Kisi Tarah ki koi problem bhi nahin Hogi
Camera 📸
Aajkal market Mein 16 megapixel Tak ke camere wale smartphone aasani se kam kimat Mein mil Jaate Hain agar aap bhi Ek smart phone le rahe hai to Dhyan Rakhe ki Achcha camera use smartphone Mein Shamil Ho Jaruri Nahin ki aap 16 megapixel camera wala hi smartphone khariden huling ki aap 48 se 50 megapixel camere ke bich bhi option Chun sakte hai hai ise kam agar aap kinte hain to yah hai aapke liye nuksan Ki deal Hogi.
RAM aur Storage
Agar aap smartphone khareed Rahe Hain To Kabhi bich 6gb Ram aur 128 GB storage se kam ka variant Na select karen Kyunki Jab aap smartphone Mein chijen download Karenge ya fir photo khichi Lenge aur video Banayenge tab aapki Ram Dhire Dhire Karke kam hoti Jayegi Aise mein aapke liye jaruri hai ki kam se kam itna to aapke smartphone Mein Hona Hi chahie.
Battery
Jab Bhi new smartphone khareed tou koshish karen ki usmein 5000mh ki battery Jarur Ho Kyonki ise kam battery aapke smartphone ke liye theek Nahin man Chahte the latest techniques a less smartphones mein 5000mh ki battery offer ki ja rahi hai
Display
Aajkal amoled display behad common Ho Gaya Hai yah Kafi clear vision bhi deta hai Aise main aap MLA display wala smartphone hi tune yah aapke budget mein aasani se ho jaega.
CONCLUSION
आशा है आपको ये trick समझ में आई होगी अगर न आई हो तो comment कर के पुछ सकते हैं आपकी समस्या का भी हल मिल जायेगा ,अगर ये जानकारी अच्छी लगी हो तो अपने दोस्तो के साथ जरूर share करे ताकि वो भी जान सके , ऐसे ही जानकारियों के लिए हमारे ब्लॉग को follow जरूर करे , Thank you 😊
Hmare blog ko follow karne ke liye yha click kare 👇