Lightroom all settings review.

Adobe Lightroom all tool details.Lightroom kaise chalye Lightroom all settings। 

लाइट रूम का सभी टूल की सभी सेटिंग

Lightroom all tool review 


1: selective tool Iska use karke aap apne फोटो के केवल body ko ek click me select kar ke uske details ko maintain kar skte hai ya uske invert kar ke apne background ka colour bhi chenge kar skte hai isme aapko apni body ,sky,lightings wale arias,ek specific color wale eria ya liner,rediant, and brush 🖌️ tool ka use karke apne photo ke gine chune aria ka colour maintenan kar skte hai vo bhi professional tarike se 

2.Healing tool ka use karke aap apne chehre ke dag dhappo aur acnes ko ek click me remove kar sakte hai bas apko us daag ke hisab  se apne bruss ka size press karke apne acne par rkhte jaiye vo automatically achhi Colour ko vha pe fit kar dega aur aapke photo parse daag dhabbe hat jaenge

3. Crop tool ki madad se aap apne photo ko crop kar sakte hain ya agar Apne photo tree kijiye Hain to aap usko ek click main sidha kar sakte hain aur aap chahe to photo ki Disha me change kar sakte Hain

4. Priset ki madad se aap apne photo ko ek click mein edit kar sakte hain iske liye bus aapko reset wale section mein jana hai vahan per aapko automatic bahut sare lightroom ke preset milenge aur aap apni photo ko analyse karke bhi free set dekh sakte hain automatic priset utne achhe nhi hote mai recomend Karuna ki aap tree click karke manual profile ko Apne present wale section mein upload kar de jisse aap alag type ki setting kar sakte hain agar aapko preset download karna hai to niche likh de rahe hain jisse aap up lightroom mein 1000 PRISET add krna chahte hai to ye post pe jaye vha pe apko priset ka drive link mil jayega 


5.Auto Five number per aapko auto ka tool milta hai jisse ap Apne photo mein automatic colour maintain kar sakte hain yah utna achcha nahin hota lekin fir bhi thoda achha hota hai jo aapke colour ko maintain kar ke original look de deta hai 



6. Light ismein apni photo ki puri light ko control kar sakte hain jaise ki exposer badhane se a aapke photo ka brightness badhta hai contrast badhane se aapke photo mein kriya ki aati hai hai aur usse kam karne mein photo mein clear ki ghati hai lekin photo Sundar hoti hai uske bad aapko highlight cartoon milega isko kam karke aap apne background mein extra light aur sky ke extra light ko control kar sakte hain aur yah aapko ek iPhone wala look dene mein bhi e madad karta hai uske bad aapko shadow milta hai jisse aap apne photo mein main piche ke dark areas Jaise Jahan per paritchai padi hoti hai use area ko bright kar sakte hain ya aap ke naate per Jo Bal a jaate Hain Jin ki vajah se photo Kali Ho jaati hai hai usko badhakar aap sudoku badhakar usko gora kar sakte hain usmein light dal sakte hain uske bad aapko black kis cartoon milta hai aur white cartoon milta hai intools se aap apne photo ke black or white area ko maintain kar sakte haI unki light badha skte hai  

7.clour tool ka use karke aap apni photo ke sare colour ko maintain kar sakte hain yah bahut hi majedar to hai jismein aap chune hue colour ka saturation light aur hue ko change kar sakte hain colour editing mein is tool ka bahut use hai lightroom issi ke vajah se famous hai ismein aapko screen colour background colour aur green colour ko bahut hi acche se maintain yah kahe to chalne ka mauka milta hai jisse aap apni photo mein 1000 gjb ki look dal sakte hain mix tool ke sath aapko grade grading cartoon bhi milta hai jisse aap apne photo mein overlay colour grading kar sakte hain Jo aapke pure photos mein apply hota hai jo ki bahut majedar hai

8.Effect tool ka use karke aap apni photo ke clearity ko aur brightness donon ko maintain karke professional bana sakte hain ismein aapko vegnete ka option milta hai hai jisse aap apne photo ke corner ko black kar sakte hain vah bhi thodi si capacity ke sath ismein aapko clearity ka option milta hai hai Jo aapke photo mein clearty add karta hai jo ki real hota hai aise hi dehege and texture bhi clearity dalne ka kam karti hai  

9. Detail wale tool main aapko Apne photo ki detail ko maintain jaise ki photo mein agar aapko smoothness add karna hai to aap no hi reduction ko on kar sakte hain
Agar aapko photo mein sharping badhane hai to sharpng ko on karke uska masking badhakar shopping ke texture ko kam kar sakte hain uske bad colour noise reduction ko aap apne Raw photo mein jo colour ki bundiya pad jaati hai usko aap smooth kar sakte hain aur noise reduction se aap apne chehre ko smooth kar sakte hain jo ki kafi mast hota hai 

10. Optics ka tool aapko camera dwara liye gaye photo mein kamiyon ko sudharta hai  

11. Geometry tool ka use karke aap apni photo ko mod sakte hain Tod sakte hain uske bad usko Apne DP ke hisab se maintain kar sakte hain ya usko 3D view me horizontal banaa sakte hain jo ki book cover ke liye use kar sakte hain

12. Profile tool bhi preset tool ke hi tarah hota hai lekin ismein aap uske capacity ko kam ya jyada kar sakte hain profile bhi photo ko ek click me edit karne mein madadgar sabit hoti hai

13. Version wala lightroom ka tool ismein aap apne photo ke Kai version ko banaa banakar se kar sakte hain aur aap kisi chaynit Ko export karke save kar sakte hain man lijiye Apne ek hi photo ko teen tarah se edit Kiya to aap un sabka version banakar rakh sakte hain

14. Reset wala tool aapko aapke original photo bhej le jata hai man lijiye aapane editing ki aur photo gadbad ho gai to aap is reset tool ka use karke aapki photo Jaisi thi waisi kar sakte hain  

15. last but not at the list Agar aap apna khud ka profile parichat banana chahte Hain to aapko kuchh nahin Karna bus aapko kisi photo per meri settings ko copy karna hai aur usko pest kar dena hai kisi bhi photo ko le jakar uske bad aapko 3 door per click karna hai aur vahan per create preset ka option milega use per click karke aap usko apna Naam de sakte hain.

16. Agar aapko Photoshop main itna hi Maja aata hai to aapke liye lightroom main khud ek pro camera Diya hai jise aap HD mein Row  photos ko click kar sakte hain aur use edit kar sakte hain. 
        

CONCLUSION

आशा है आपको ये trick समझ में आई होगी अगर न आई हो तो comment कर के पुछ सकते हैं आपकी समस्या का भी हल मिल जायेगा ,अगर ये जानकारी अच्छी लगी हो तो अपने दोस्तो के साथ जरूर share करे ताकि वो भी जान सके , ऐसे ही जानकारियों के लिए हमारे ब्लॉग को follow जरूर करे , Thank you 😊 

Hmare blog ko follow karne ke liye yha click kare 👉 


Here you find 
dhanjee rider. 
Dk technozone. 
Dk editz. 
Dk tricks wala. 
Android tips and tricks. 
Editing meterials. 
Tricks. 
Phtoto editing. 
Mobile tips and tricks
Next Post Previous Post
No Comment
Add Comment
comment url